Aisa Ho Nahi Sakta

Juda Ho Kar Bi Dono Je Rahay Hain Aik Mudat Se
Kabi Dono Hi Kehte Thay Ke Aisa Ho Nahi Sakta
Juda Ho Kar Bi Dono Je Rahay Hain Aik Mudat Se
Kabi Dono Hi Kehte Thay Ke Aisa Ho Nahi Sakta
Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kisht-e Weran Se
Zara Nam Ho Tu Ye Matti Bahut Zarkhez Hai Saqi
Pyar or Mohabat Us Door Ki Baat Hai Faraz
Jab Makan Kachay Or Log Sachy Hoa Karte Thay
Mujhse Har Bar Wo Nazren Chura Leta Hai Faraz
Mane Kagaz Pe Bhi Bana Ke Dekhi Hain Ankhen Usk
Pyas Kehti Hai Ab Rait Nichori Jaye
Apnay Hisay Main Samandar Nahi Aane Wala
Toot Jata Hi Ghareebi Me Wo Rishta Jo Khas Hota Hai
Hazaron ”Yaar” Banty Hain Jab Paisa Pass Hota Hai
Submitted By: Zara
Main Shab Ka Bi Mujrim Hoon Sehr Ka Bi Hoon Mujrim
Yaroo Muje Is Shehr Ke Aadab Sikha Do
Mere Dil Main Daikh Sako Tu Shayad Ye Jaan Lo
Kitni Khamosh Muhabat Tum Se Karta Hai Ko