Ujar jaati hai aankhein aesy

Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy
Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main
Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy
Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle
Jab Nazaray Thay Tu Aankhon Ko Nahi Thi Parwa
Ab Inhi Aankhon Ne Chaha Tu Nazaray Nahi Thay
Wo Jin Ki Aankhon Mein Dekhne Ko Sab Hi Kuch Ho
Un Ke Chehray Ko Dekhny Ki Talab Kun Karon Main
Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop Tak Jaga Nah Saki
Kahan Ki Neend Utar Aayi Hai In Aankhon Mein
Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz
Sony Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi