aankh mein aankh daal dekha hai

aankh mein aankh daal dekha hai
mein ne sara jamal dekha hai
teri yaado ke aik lamhay mein
mein ne guzarta saal dekha hai
Read More […]
Read our best collection of Aankhen poetry in Urdu. We have huge collection of shayari on eyes in both Urdu and Hindi. Enjoy our regularly updated poetry collection.
aankh mein aankh daal dekha hai
mein ne sara jamal dekha hai
teri yaado ke aik lamhay mein
mein ne guzarta saal dekha hai
Read More […]
Jhoot se sach ki shoroyat nahi ho sakti
Lehja karwa ho tu phir baat nahi ho sakti
Jis ki tasveer meri aankh main har pal basi hai
Yar us shakhs se mulaqaat nahi ho sakti?
Read More […]
Sirf hathon ko nah dekho kabhi ankhen bhi parho
Kuch sawali barray khuddar huwa karte hain
Aankhon mein nami si hai chup chup se bethay hain
Nazuk si nigahon mein nazuk sa fasana hai
Aankhon ko phor daloon ya dil ko tor daloon
Ya ishhq ki pakar kar gardan maror daloon
Teri sorat se hai aalim main baharon ko sabat
Teri aankhon ke siwa dunya main rakha kia hai
Talasm Khawab Se Mera Badan Pathar Nahi Hota
Meri Jab Aankh Khulti Hai Mein Bistar Par Nahi Hota
Taras jati hain aankhein tere dedaar ko janaa
Kuch lamhaat dedaar ke anayat kr mujhy