2205 poems
Ranjha Ranjha Kardi Hun Mein Aape Ranjha Hoyi Saddu Menu De Do Ranjha Heer Na Aakho KoiRanjha Mein Wich, Mein Ranjhe Wichh, Ghair Khayal Na Koi Mein Nahi, Aoh Aap Hai, Apni Aap Kare Diljoi
Ae Dil-e Nadan Kisi Ka Rothna Mat Yaad Kar Aan Tapke Ga Koi Aansu Bhi Is Jagre Ke Bech
Ham Apna Ishq Chamkyan Tum Apna Husn Chamkao Ke Heran Dekh Kar Aalam Hmain Bhi Ho Tumhain Bhi Ho
Mohabat Mein Aesi Chot Khai Hui Hai Gham Hain Sathi Khushi Parai Hui HaiSochte Hain Ke Ab Ham Kidhr Jayen Gey Kisi Aur Dil Mein Na Jagah Bnai Hui Hai
Sanam Pochta Nahi Haal Mera Jeena Hua Jata Hai Mahal MeraKabi Mere Bhi Din Badlen Gey Kisi Din Usay Aye Ga Khayal Mera
Ab Tak Dil-e Khush Fahm Ko Tuj Se Hain Umeedain Ye Aakhri Shama Bhi Bhujane Ke Liye Aa
Ye Na Thi Hamari Qismat Keh Visal-e Yaar Hota Agar Aur Jete Rehte Tu Yehi Intezaar HotaRead Complete Ghazal
Na Tu Zamain Ke Liye Hai Na Aasman Ke Liye Jahan Hai Tere Liye Tu Nahi Jahan Ke Liye Nishan-e Rah Dikhate Thay Jo Sitaron Ko Taras Gye Hain Kisi Mard-e Rah Dan Ke Liye
Bikhri Kitabain, Bhege Awraq, Aur Ye Tanhai Kahon Kese Keh Mila Mohabbat Mein Kuch Bi Nahi
Asa-e Marg Thame Zindagani Meri Sanson Ka Rewar Hankti Hai
Muj Ko Teri Na Tuj Ko Meri Khabar Jaye Gi Eid Ab Ke Bhi Dabe Paon Guzar Jaye Gi
Daagh Aankhein Nikalte Hain Wo Un Ko De Do Nikal Kar Aankhein
Wo Raaste Se Jo Palta To Ruk Gaya Main Bhi Qadam Qadam Na Rahe Phir Safar Safar Na RahaNazar Se Us Ne Giraya Kuch Is Tarah Khawar Ke Main Khud Apni Nigahon Mein Motabar Na Raha
Teri Rah Par Bicha Kar Aankhein Ham Neend Ka Ghar Ujar Bethe Hain
Apni Tabiat Ka Mizaaj Bi Bohat Ajeeb Hai Log Mot Se Darte Hai Aur Ham Teri Judai Se
Woh tasalliyaon key diyon ki lo ko barhaney wali chali gaee Meri MAA nahi hai to kya huwa mere sath uski dua toh hai
Dil Chahta Hai Ke Dhoke Se Zehar De Don Aaj Sab Khawhishon Ki Dawat Kar Ke
Mein Ne Kaha Teri Yaad Mein Aankhein Roti Hain Jawab Aya Ye Isi Tarah Saaf Hoti HainPocha Dard Hijar Ka Koi Ilaj Btaye Jawab Aya Wasal Ho Ga Isi Tarah Rote Jaye
Ham Tere Dil Mein Is Bahane Aye Kya Bhana Tha Dil Tum Se Lagane AyeTumhain Maloom Ho Na Paya Hamari Aamid Ka Sabab Apni Khawhish Thi Ke Hosh Thkane Aye
Hum Log Tu Zulmat Mein Jene K Bi Aadi Hain Is Dard Ne Kun Dil Mein Shamein Si Jala Di HainIk Yaad Pey Aahon Ka Tufan Umadta Hoa Aata Hai Ik Zikar Pey Ab Dil Ko Thama Nahi Jata Hai
Showing 1828 of 2193