Skip to content
SadPoetry
EN
Wo Raaste Se Jo Palta To Ruk Gaya Main Bhi

Wo Raaste Se Jo Palta

Qita 2 couplets
  1. Wo Raaste Se Jo Palta To Ruk Gaya Main Bhi Qadam Qadam Na Rahe Phir Safar Safar Na Raha

  2. Nazar Se Us Ne Giraya Kuch Is Tarah Khawar Ke Main Khud Apni Nigahon Mein Motabar Na Raha

Poet Rahman Khawar

Report a mistake

More Judai Shayari

See all