2205 poems
Tera Ghurror-e Ibadat Tuje Na Le Dobe Suna Hair Parhta Tha Iblees Bi Namaz Bohat
La Phir Ik Bar Wohi Bada O Jam Aye Saqi Hath A Jaye Muje Mera Muqam Aye SaqiTeen So Saal Se Hain Hind Ke Mekhane Band Ab Munasib Hai Tera Faiz Ho Aam Saqi
Sari Raat Ki Jagi Aankhein College Mein Kya Parhti Hon Gi Yunhi Khoye Dil Hi Dil Mein Jane Kya Kya Karti Hon Gi
Ham Ne Tu Khud Se Intiqam Lya Tum Ne Kya Soch Kar Mohabat Ki
Mat kaho muje izhary mohabbat zuban se bayan karne ko Suna hai zamany se ke hoty hain kaan deewaroon ke bhi Hony do ye qisa bayan aankhoon se sahar Ke kar deti hain har baat khamoshi main bhi
Main Ne Mout Ki Shaam Tak Dastak Di Jab Khola Darwaza Tu Mayusi Nikli
Kon Kehta Hai Ke Moat Ayi Tu Mar Jaon Ga Mein Tu Darya Hon Samandar Mein Utar Jaon Ga
Suno… Jahan Tum Mayasar Nahi Hote Wahan Muskrana Azab Lagta Hai
Jhoti Dunya Ke Jhote Log Wafa Kar Nahi Sakte Batain Hazar Karte Hain
Wo byan kar gaya ek manzar aligar se Har pal ko trasha or arz kiya apne yar seKya pata ye sila milta hai dil lagane ka Pyar ki kashti ko utara tha bade pyar se
Khoob Parda Hai Chilman Se Lage Bethe Hain Saaf Chupte Bi Nahi Samne Aate Bi Nahi
Woh Dana-e Subul Khatam ur Rusul Mola-e Kul Jis Ne Ghubar-e Rah Ko Baksha Firogh-e Wadi e SenaNigah Ishq O Masti Mein Wohi Awal Wohi Aakhir Wohi Quran, Wohi Furqan, Wohi Yaseen, Wohi Taha
Jab maine apne gulab ko haseen sa gulab dya Ye nazara dekh kar chand bhi sharma gaya Bikher di chandani hamari sadaqat ke waste Uska noor sa chehra bahut khoob nazar aaya
Tamam tazkiro main azeem tazkirah hai dost ka Maano to sabse aala or nirala safar hai dost kaDosti me har sakhsee pahlu ka zikra kar lete hai log Itemade itna hai ki dil se qadar karte hai dost ka
Aye Tu Yun Ke Hamesha They Meharban Bhole Tu Yun Ke Goya Kabi Aashna Na They
Jamhoriat Ik Tarz-e Hakomat Hai Ke Jis Mein Bandon Ko Gina Karte Hain Tola Nahi Karte
Wo jo be-panah chahty thy Ab wo panah chahty hain
Ghazab Ki Dhoop Thi Tanhaion Ke Jungle Mein Shajar Bohat They, Mgar Koi Saya-dar Na Tha
Dil Toot B Jaye Tou Muhabbat Nahi Mit,ti Iss Rah Main Lutt Kr B Khasara Nahi Hota
Itni Shiddat Se Yaad Aate Ho Jese Phir Yaad Hi Nahi Aana
Showing 1848 of 2193