The ghazal
Read it in Urdu script-
Sanam Pochta Nahi Haal Mera Jeena Hua Jata Hai Mahal Mera
-
Kabi Mere Bhi Din Badlen Gey Kisi Din Usay Aye Ga Khayal Mera
-
Agar Us Ke Taghaful Ka Yehi Aalim Raha Phir Tanha Guzre Ga Naya Saal Mera
-
Ab Tu Usay Milne Ki Hajat Nahi Rahi Us Ki Judai Ban Gyi Hai Wisal Mera
Submitted by M. Asghar Mirpuri


