Skip to content
SadPoetry
EN
Mohabat Mein Aesi Chot Khai Hui Hai

Gham Hain Sathi Khushi Parai Hui Hai

Ghazal 5 couplets
  1. Mohabat Mein Aesi Chot Khai Hui Hai Gham Hain Sathi Khushi Parai Hui Hai

  2. Sochte Hain Ke Ab Ham Kidhr Jayen Gey Kisi Aur Dil Mein Na Jagah Bnai Hui Hai

  3. Na Koi Mayat Hai Na Kisi Se Pareet Hai Mere Dil Pe Udasi Chai Hoyi Hai

  4. Raat Din Kisi Ki Yaad Mein Rote Rote Khatam Meri Aankhon Ki Benai Hui Hai

  5. Zindagi Mein Aaj Bi Asghar Ko Tera Intezaar Hai Warna Kab Ki Jaan Labon Pe Ayi Hui Hai

Submitted by M. Asghar Mirpuri

Report a mistake

More Intezaar Shayari

See all