2205 poems
Jaan Di, Di Hoyi Usi Ki Thi Haq Tu Yeh Hai Ke Haq Ada Na Hoa
Dil Ka Dukh Jana Tu Dil Ka Masla Hai Us Ka Hans Dena Hamare Hal Par Acha Laga
Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mein Mohabat Ke Siwa Rahaten Aur Bhi Hain Wasal Ki Rahat Ke Siwa
Dor Tak Chaye Thay Badal Aur Kahen Saya Na Tha Is Tarah Barsat Ka Mosam Kabhi Aya Na Tha
Un Ke Dekhe Se Jo Aati Hai Munh Par Ronaq Wo Samajhte Hai Ke Bimar Ka Haal Acha Hai
Ho Gaya Jis Din Se Apne Dil Par Us Ko Ikhtyar Ikhtyar Apna Gya Be-Ikhtyari Reh Gayi
Faqat Is Shoq Mein Pochi Hai Hazaron Baatain Mein Tera Husn Tere Husn-e Bayan Tak Dekhon
Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai Mere Hosh Wo Ura Kar Gya HaiUs Ke Siwa Kuch Yaad Nahi Har Naqsh Zehan Se Mita Kar Gya Hai
Buttun Se Tuje Ko Umeedain Khuda Se No Umdeedi Muje Bata Tu Sahi Aur Kafri Kya Hai
Ajab Tzad Mein Kata Hai Zindagi Ka Safar Labon Pe Pyas Thi Badal Thay Sir Pe Chaye Hoye
Sada Komal Dil Tor Ke Tenu Ki Milya Is Phal Nu Mror Ke Tenu Ki MilyaMera Dil Tey Kach Wangon Nazuk Si Ae Be Sahara Chor Ke Tenu Ki Milya
Kuch Taare Teri Palkon Pe Bhi Roshan Hun Gey Kuch Rulaye Ga Muje Bhi Tera Gham Eid Ke Din
Farishte Se Barh Kar Hai Insan Ban'na Magar Is Mein Lagti Hai Mehnat Zyada
Ishq Sunte Thay Jise Ham Wo Yehi Hai Shayad Khud Ba Khud Dil Mein Hai Ik Shakhs Smaya Hoya
Jis De Pyar Di Khatar Mein Khon Dolda Raya Oh Sajan Menu Shehr Di Galiyan Wich Rolda RayaOh Lut Ke Ley Gaya Mere Dil Da Sakun Mein Dewany Wang Pind Di Matti Pholda Raya
Azal Se Qayam Hain Dono Apni Zidon Pe Mohsin Chale Ga Pani Magar Kinara Nahi Chale Ga
Apno Ki Chahton Mein Milawat Thi Is Qadar Tang Aa Ke Dushmano Ko Manane Chala Gya
Kisi Se Apna Yarana Nahi Raha Yahan Koi Yaar Purana Nahi RahaKhana Badoshon Jesi Hai Zindgani Kisi Dil Mein Ab Thikana Nahi Raha
Mana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hun Mein Tu Mera Shoq Dekh, Mera Intezaar Dekh
Dil-e Nadan Tuje Hoya Kya Hai Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai
Showing 1808 of 2193