Bin Dekhay Guzar Jaye Ga

Ye Ihad Ajab Ihd Kam-o Baish Hai Jana
Khud Teri Gawahi Tere Ham Raz Na Day Gay
Tu Bi Hmain Bin Dekhay Guzar Jaye Ga Ik Din
Kuch Soch Ke Ham Bi Tuje Awaz Na Day Gain
Ye Ihad Ajab Ihd Kam-o Baish Hai Jana
Khud Teri Gawahi Tere Ham Raz Na Day Gay
Tu Bi Hmain Bin Dekhay Guzar Jaye Ga Ik Din
Kuch Soch Ke Ham Bi Tuje Awaz Na Day Gain
Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke
Me Jese Hon Wesa Hee Sahi
Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon
Na Poch Sanam Ab Kesa Hon
Tum Dill Ka Lagana Kia Jano
Tum Ashk Bahana Kia Jano
Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke
Tum Aag Mein Jalna Kia Jano
Ye Umar He Tere Hansne Ki
Nahein Ishq Mein Aahein Bharne Ki
Meri Qismat Mein Hy Dard Sanam
Sab Seh Longa Taqdir Ke Gham
Majbor Milay Jo Ulfat Main
Sar Aankhon Par Ye Saary Sitam
Jab RUB Ko Hy Manzor Yahi
Tou BISMILLAH Aesa Hee Sahi
Tm eid manao saj Dhaj k
Me Jese Hon Wese Hee Sahi
Submitted By: Irfan niz
Eid Ka Din Hai Aaj Tu Gale Mil Lay Nasir
Rasm-e Duniya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai
Rothay Haon Ko Mna Loo Phir Eid Aa Gayi Hai
Armaan Naye Saja Lo Phir Eid Aa Gayi Hai
There is a pleasure in the pathless woods,
There is a rapture in the lonely shore,
By the deep sea, and music in its roar
I love not man the less, but nature more.
Us Ki Mehki Hoi Yaadon Ki Sada Jag Uthi
Door Ufaq Par Jo Nazar Aya Kabi Eid Ka Chand
Your love warms me
Like my favorite morning tea
Your love comforts me
Like a lake in August heat
Your love melts me
From my eyes to my toes
Your love means everything to me
And i will never let you go…
Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kisht-e Weran Se
Zara Nam Ho Tu Ye Matti Bahut Zarkhez Hai Saqi