Wahan Muskrana Azab…

Suno… Jahan Tum Mayasar Nahi Hote
Wahan Muskrana Azab Lagta Hai
Submitted By: Zeeshan Khan
Suno… Jahan Tum Mayasar Nahi Hote
Wahan Muskrana Azab Lagta Hai
Submitted By: Zeeshan Khan
Ik waqt kay khony kaa ehsaas hua hai
Ye lamha na kbhi sach ma paas hua hai
Kiun milti mjhe waqti rihaii bhi “RanJ”
Jazbaat ka qaidi bhi kbi khaas hua hai
Submitted By: Ahmad Eiqaan RANJ
Main ny kaha main tuj pa marta hon!
Uss ny hans kar kaha pir zinda kiun ho?
Submitted By: Dani
Mit jaaye gunaho ka tasawwur is jahaan se
Agar ho jaye yaqeen ke khuda dekh raha hai….
Submitted By: Zeeshanjaizzz
Jhoti Dunya Ke Jhote Log
Wafa Kar Nahi Sakte Batain Hazar Karte Hain
Submitted By: Zeeshan Khan
Wo byan kar gaya ek manzar aligar se
Har pal ko trasha or arz kiya apne yar se
Kya pata ye sila milta hai dil lagane ka
Pyar ki kashti ko utara tha bade pyar se
Jakaham jo banta hai wo dikhta nahi jism pe
Or abae chashme bhi rukta nahi abesaar se
Aksar roshni se ek aas dikhti hai zindagi ki
Chiragein jalaei baitha hai us intezar se
Arzemand hai wo sabar rakhte hai nasaaz ke baad
Jeete hai wo hamesha akubat ke ashrar se
Qamar ki chandani rato me wo pal yaad aye to
Dua karna ki shifa mile parwar digar se
Submitted By: Azhar Sabri
Awaz De Ke Chup Gayi Har Bar Zindagi
Ham Aese Sada Dil They Ke Har Baar Aa Gaye