Rahta hun ab
Rahta hun ab qafas mein azadiyaa nahin
Hain saath teri yaaden tanhayian nahin
Submitted By: aadil qaza
Rahta hun ab qafas mein azadiyaa nahin
Hain saath teri yaaden tanhayian nahin
Submitted By: aadil qaza
Ye din yuhin guzar jaen ge ,
Shayad hum dost yuhin bichar jaen ge,
Naraz mat hona hmari shararton se,
Yehi wo pal hai jo aksar yaad ayen ge
Submitted By: afana
Tumney bhujai hogi kisi aashiyan ki aagh
Daman meri tarha jo tumhara bhi jal gaya
Submitted By: Wiqar khurshid Bhati
Woh tasalliyaon key diyon ki lo ko barhaney wali chali gaee
Meri MAA nahi hai to kya huwa mere sath uski dua toh hai
Submitted By: Wiqar khurshid Bhati
Mera dard mera hi dard tha
Bara dard hua ye jan kar
Submitted By: abdurafay
Mujhe apnana hai to apna meri kamzorio ke sath
Ya mujhe chor de meri tanhaiyon ke sath
Bhar ayen na ankhein to ik baat kahon
Ab tum sy bicharnay ka imkaan bahot hai
Submitted By: Mehdi D
Ye na samjho k bichra hon to bhol gya hon tm ko
Tere hathon ki khoshbo mare hathon main aaj bhi hai
Ye or baat hai mjboreon ne nibhane na dya wo taaluk
Warna shamil sachai meri wafaon main aj bhi hai
Mohabat say barh kr tum say aqedat hai mujha aj bhi
Yon maqam tera buland mere dil main aaj bhi hai
Har lamha zindagi mai muhabatain naseeb hon tujhe
Shamil tu meri zindagi ki duaon mai aj bi hai
Submitted By: Usama Qaisrani