Dil Ki Yaadain

dil-ki-yaadain

Mere Dil Se Us Ki Yaadain Mita De Jiye
Main Chekhon Chalaon Ga Magar Intibah Na Kijiye

Mujh Pey Zulmon Sitam Ki Inteha Kijiye
Magar Khuda-ra Is Maslay Ka Hal Nikaal Di-jiye

Dil Ko Chaak Karain Ya Us Ke Lothray Bana Di-jiye
Magar Us Main Basay Saare Lamhay Khon Main Baha Di-jiye

Is Saari Kashmaksh Main Zindagi Ki Parwah Na Ki Jiye
Maga Is Dil Se Nikli Us Ki Har Cheez Dafna Di Jiye

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments