Be ikhtiyar tera naam

Be ikhtiyar tera naam pukare jatay hain
Tujh se milnay tairay koochy ko jatay hain
Taweel safar tay karte hain teri deed ki khatir
Tamam safar bas tujh ko hi soochey jatay hain Continue reading “Be ikhtiyar tera naam”
Apne aap ko dhondtay hue

Cigarette ke dhuwen mein khans raha tha main
Apne aap ko dhondtay hue haanp raha tha main
Sochte sochte dimagh mera band honay hi laga tha
Haalat ko apni dekh kar kanp rha tha mein Continue reading “Apne aap ko dhondtay hue”
Yaqeen

Nasha koi bhi ho chorna aasaan nahi hota
Gir dil mein ho azm to kya kuch nahi hota
Barray se barray pahar bhi sir ho jatay hain
Junoon ke agay bahana kuch nahi hota Continue reading “Yaqeen”
Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein

Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein
Koy mujh ko bahar nikalu is azaab jaan se
Gandagi ka dhair jagah jagah mojood hai
Niklny ka dil nahi karta bahar imaan se Continue reading “Jee nahi karta hai ab rehne ko pakistan mein”
Jaam pesh kar saaqi

Samajhny samjhany ko kuch nahi raha baaqi
Ab khol de darwaza or jaam pesh kar saaqi
Jab tak tere baray main
Jab tak tere baray main likha tujhy acha laga
Mauzo ke badalty hi tera mazaj bhi badla