Skip to content
SadPoetry
EN
Nasha koi bhi ho chorna aasaan nahi hota

Yaqeen

Ghazal 5 couplets
  1. Nasha koi bhi ho chorna aasaan nahi hota Gir dil mein ho azm to kya kuch nahi hota

  2. Barray se barray pahar bhi sir ho jatay hain Junoon ke agay bahana kuch nahi hota

  3. Thaan le dil mein aur kar guzar jo karna hai Baith kar pachtane se kuch nahi hota

  4. Sargoshiyon, chay migoyyon par dheyaan mat kar Sirf logon ke kehnay se kuch nahi hota

  5. Bharosa rakh khud par aur chalta chala ja Un bhiprty tufanoon se kuch nahi hota

Submitted by Donpajji

Report a mistake

More Urdu Ghazal

See all