1921 - 1980
Khud-darion Ke Khon Ko Arzan Na Kar Sake Ham Apne Johron Ko Nmyan Na Kar SakeKis Darja Dil Shakan They Mohabat Ke Haadse Ham Zindagi Mein Phir Koi Arman Na Kar Sake
Tuj Ko Khabar Nahi Mgar Ik Sadah Loh Ko Barbad Kar Dia Tere Do Din Ke Pyar Ne
Apni Tabhaion Ka Muje Koi Gham Nai Tum Ne Kisi Ke Sath Mohabat Nibah Tu Di
Un Ke Ruksar Par Dhalke Hoye Aanso Toba Mein Be Shabnam Ko Bhi Sholon Par Machalte Dekha
Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aya Baat Nikli Tu Har Ik Baat Pe Rona Aya
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqadar Samjh Liya Jo Kho Gaya Mein Us Ko Bhulata Chala Gaya
Aap Dolat Ke Tarazon Mein Dilon Ko Tolen Ham Mohabat Se Mohabat Ka Sila Dete Hain
Tang A Chuke Hain Kashmkash Zindagi Se Ham Thukra Na Dain Jahan Ko Khain Be Dili Se HamMayusi Maal Mohabat Na Pochye Apno Se Paish Ayen Hai Begangi Se Ham
Showing 28 of 28