Haal-E Dil Ham Bhi

Haal-E Dil Ham Bhi Sunate Lekin
Jab Wo Rukhsat Hoya Tab Yaad Aya
Wo Shehr Mein Tha Tu Us Ke Liye Auron Se Bhi Milna Parta Tha
Ab Aese Wese Logo Ke Mein Naaz Uthaon Kis Ke Liye
Na Ab Wo Yaadon Ka Charhta Darya Na Fursaton Ki Udas Barkha
Yun Hi Zara Se Kasak Hai Dil Mein Jo Zakham Gehra Tha Bhar Gya Wo
Wo Raat Ka Benawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera Nasir
Teri Gali Tak Tu Ham Ne Dekha Phir Na Jane Kidhr Gya Wo
Ye Subah Ki Safeedian Ye Dupehar Ki Zardian
Ab Aayne Mein Dekhta Hun Mein Kahan Chala Gaya