Aadat Ho Mohsin

Jis Ko Tufan Se Uljane Ki Aadat Ho Mohsin
Aesi Kashti Ko Smandar Bi Dua Deta Hai
Aata Hai Kon Kon Mere Gham Ko Baantane
Mohsin Tu Meri Moat Ki Afwah Ura Ke Dekh
Ham Se Bewafai Ki Intha Kia Pochte Ho Mohsin
Wo Ham se Pyar Sekhta Raha Kisi Aur Ke Liye
Kon Kehta Hai Nafraton Main Dard Hai Mohsin
Kuch Mohabtain Bi Bari Azait Nak Hoti Hain
Is Shab Ke Muqadar Mein Sehar Hi Nahi Mohsin
Dekha Hai Kayi Baar Chiraghon Ko Bhuja Kar
Kahan Mile Gi Misal Meri Satam Giri Ki
Keh Mein Gulabon Ke Zakhm Kanton Say See Raha Hun
Main Tere Milne Ko Mojza Keh Raha Tha Lekin
Tere Bicharne Ka Saniha Bi Kamal Guzra
Ab K Barish Mein Tu Ye Kar-e Zyan Hona Hi Tha
Apni Kachi Bastion Ko Be-Nishan Hona Hi Tha