Kahan ka wasal tanhai ne shayad

Kahan ka wasal tanhai ne shayad bhais badla hai
Tere dam bhar ke mil jane ko hum bhi kya samajte hain
Kahan ka wasal tanhai ne shayad bhais badla hai
Tere dam bhar ke mil jane ko hum bhi kya samajte hain
Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki Aahat Jaan Letay Hain
Tujhy Ae Zindagi Hum Daur Se Pehchan Letay Hain
Isi Khandar Mein Kahin Kuch Diye Hain Tote Hoye
Inhein Se Kam Chalao Bari Udas Hai Raat
Aik Muddat Se Tri Yaad Bhi Aayi Nah Hamein
Aur Hum Bhool Gaye Hon Tujhe Aisa Bhi Nahi
Gharz Ke Kaat Diye Zindagi Ke Din Ae Dost
Woh Teri Yaad Mein Hon Ya Tujhe Bhulane Mein
Suntay Hain Ishhq Naam Ke Guzray Hain Ik Buzurag
Hum Log Bhi Faqeer Isi Silsilay Ke Hain