Ik Lamha Tha Ke

Ik Lamha Tha Ke Aarsa Ho Gaye
Ik Aarsa Tha Ke Lamha Nahi Hoye
Bara Shoq Tha Unhain Mera Aashiana Dekhne Ka
Jab Dekhi Meri Gharebi Tu Rasta Badal Lya
Is Qadar Khamoshi Hai Charon Taraf
Zehan Sochay Tu Shor Hota Hai
Submitted By: Noman
Ab K Barish Mein Tu Ye Kar-e Zyan Hona Hi Tha
Apni Kachi Bastion Ko Be-Nishan Hona Hi Tha
Ghazal Faza Bhi Dhondti Hai Apne Khas Rang Ki
Hamara Masla Faqt Qalam Dawat Hi Nahi
Dekhna Hashar Mein Jab Tum Pe Machal Jaon Ga
Mein Bhi Kya Vaada Tumhar Hun Keh Tal Jaon Ga
Ab Apna Ikhtiar Hai Chahy Jahan Chlain
Rehbar Se Apni Rah Juda Kar Chuke Hain Ham