Na Kabi Janaza Uthta

Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya
Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar Hota
Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya
Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar Hota
Titlyan Jugnu Sabhi Ho Gey Mgar Dekhe Ga Kon
Ham Saja Bhi Len Agar Dewar Magar Dekhe Ga Kon
Iqbal Teri Qoum Ka Iqbal Kho Gya
Mazi Tu Sunehra Tha Haal Kho Gya
Wo Rob-o Dab-dba Wo Jalal Kho Gya
Wo Husn-e Be Misal Wo Jamal Kho Gya
Read More […]
Hasti Hi Apni Kya Hai Zaman Eke Saamne
Ik Khwab Hain Jahan Mein Bikhar Jayen Ham Tu Kya
Apni Zuban Se Kuch Na Kahen Gey Chup Hi Rahen Gey Aashiq Log
Tum Se Tu Itna Ho Sakta Hai Pocho Haal Becharon Ka
Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mein Mohabat Ke Siwa
Rahaten Aur Bhi Hain Wasal Ki Rahat Ke Siwa
Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai
Mere Hosh Wo Ura Kar Gya Hai
Us Ke Siwa Kuch Yaad Nahi
Har Naqsh Zehan Se Mita Kar Gya Hai
Aankhein Sone Ka Naam Nahi Leti
Un Ki Neendain Chura Kar Gya Hai
Wo Mere Pass Thehra Nahi Lekin
Muje Apni Jhalak Dikha Kar Gya Hai
Submitted By: M. Asghar Mirpuri