Pata Pata Bota Bota Haal Hamara

Pata Pata Bota Bota Haal Hamara Jane Hai
Jane Na Jane Dil Hi Na Jane Bagh Tu Sara Jane Hai
Pata Pata Bota Bota Haal Hamara Jane Hai
Jane Na Jane Dil Hi Na Jane Bagh Tu Sara Jane Hai
Tu Qadir Aur Aadil Hai Par Tere Jahan Mein
Hai Talkh Bohat Banda-E Mazdoor Ke Auqat
Zulm Sehna Bhi Tu Zaalim Ki Hmayat Thehra
Khamshi Bhi Tu Hoyi Pusht Pnahi Ki Tarah
Thake Logo Ko Majbori Mein Chalet Dekh Leta Hun
Main Bus Ki Kharkion Se Ye Tamashe Dekh Leta Hun
Jo Dekhta Hon Wohi Bolne Ka Aadi Hun
Mein Apne Shehr Ka Sab Se Bara Fisadi Hun
Talash Muj Ko Na Kar Dasht-e Rehbar Main Ghalib
Nigah-e Dil Se Dekh Teray Kitna Qareeb Hon Main