Haya Se Sir Jhuka Lena

Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena
Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena
Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Ham Bhol Saken Hain Na Tuje Bhol Saken Gey
Tu Yaad Rahe Ga Hamain Haan Yaad Rahe Ga
Kya Jane Kis Ada Se Liya Tu Ne Mera Naam
Dunya Samajh Rahi Hai Ke Sach Much Tera Hun Mein
Apni Sansain Bi Kar Don Teri Sanson Mein Muntaqil
Is Se Zaida Tuje Aur Kis Tarah Chahon
Ya Tu Kisi Ko Jurat-E Deedar Hi Na Ho
Ya Phir Meri Nigah Se Dekha Kare Koi
Zikar Shab-E Firaq Se Wahshat Usay Bhi Thi
Meri Tarah Kisi Se Mohabat Usay Bhi Thi
Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti
Khud Ko Itni Bhi Azyat Nahi Di Ja Sakti