122 poems · 36 poets
Wo Tera Aank Bhar K Muje Dekhna Wo Tera Dekhna Hi Kamal Tha Meri Justju Ke Ihsas Par Tera Lams Bi Tu Be Misal Tha
Jheel Kinare Beth Ke Dono Pholon Ki Barsat KrainMoti Pro Ke Un Aankhon Main Sapno Pe Ham Baat Krain
Ik Khwab Musalsal Aata Hai Tera Chehra Neend Sjata HaiPholon Pe Bhanwre Ki Manind Mere Dil Ko Wo Behlata Hai
Aayen Hain Wo Mazar Pe Ghoonghat Utaar Ke Mujh Se Naseeb Achhe Hai Mere Mazar Ke
Sitare Jo Chmakte Hai Kisi Ki Chasm Heran Mai Mulaqatain Jo Hoti Hai Jmal Abr-o Baran MaiYe Na Abad Waqton Mai Dil-e Nashad Mai Ho Gi Mohabat Ab Nahi Ho Gi Ye Kuch Din Baad Mai Ho GiGuzar Jayen Gay Jab Ye Din Ye In Ki Yaad Mai Ho Gi
Koye Azeem Saltant agr kyi bar tabhoo barbad hojay Jes say phir aabad ho jay asa khazana ha aankhen teri
Aik Lamhay Ke Liye Hath Raha Hathon Main Aik Lamha Wo Meri Zeesat Ka Hasal Thehra
Bandh Le Hath Pe Seene Pe Sija Le Tum Ko Je Main Ata Hai Ke Taveez Bna Le Tum Ko Kabi Khawabon Ki Tarah Aank Ke Parde Main Raho Kabi Khwahish Ki Tarah Dil Main Bula Lain Tum Ko
Bazm Khud Lab-e Mehbob Par Sawal Hai Kia Jahan Me Koi Mere Husn Ki Misal Hai Kia Banane Wala Khuda Daad Dene Wala Main Bta Ke Husn Me Tere Tera Kamal Hai Kia
Basa Lena Kisi Ko Dil Main, Dil Hi Ka Kleja Hai Paharon Ko Tu Bas Ata Hai Jal Kar Tur Ho Jana
Pyar or Mohabat Us Door Ki Baat Hai Faraz Jab Makan Kachay Or Log Sachy Hoa Karte Thay
Suno !!Mohabbat Yoon Nahi HotiKisi Ka Naam Lene Se Kisi Ko Thaam Lene Se Kisi Ke Paas Jaane Se Kisi Ke Door Jane SeMohabbat Ka Janam Nahi Hota Jab Tak Dilo’n Ka Milan Nahi Hota
Kun Chupate Ho Sani Kun Inkaar Karte Ho Tumhari Aankhain Kehti Hain Tum Bi Pyar Karte Ho
Ham Ne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehkti Khusbo Hath Se Cho Kar Isay Rishton Ka Ilzam Na DoSirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do
Mere Dil Main Daikh Sako Tu Shayad Ye Jaan Lo Kitni Khamosh Muhabat Tum Se Karta Hai Ko
Nazki Us Ke Lab Ke Kia Kehye Pankhari Ik Gulab Ki Si Hai
Inkaar Ki Si Lazat, Iqrar Main Kahan Hai..? Barhta Hai Ishq Mohsin Un Ki Nahin Nahin Se
Muhabat Ke Bad Muhabat Mumkin Hai Faraz Par Toot Ke Chahna Sirf Aik Bar Hota Hai
Is Shart Pay Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi Jeton Tu Tuje Paon Haron Tu Piya Teri
Tere jamal se ankhain haseen hain meri Tere khayal se dil main chiragh jalte hain
Showing 120 of 122