Aaghaz Mohabat Ka Injam

Aaghaz Mohabat Ka Injam Bas Itna Hai
Jab Dil Mein Tamna Thi Ab Dil Hi Tamana Hai
Aaghaz Mohabat Ka Injam Bas Itna Hai
Jab Dil Mein Tamna Thi Ab Dil Hi Tamana Hai
Aankhon ko phor daloon ya dil ko tor daloon
Ya ishhq ki pakar kar gardan maror daloon
Kabhi baith mere samnay tujhe haal-e dil sunaye hum
Tairay ban kaisay tarapty hain yeh bhi tujhe batlaye hum
Dil
Ik zakhmi parinda hai
Jis ke baazu
Thakan aur be basi se
Shal ho chukay hain
Jahan bhar ke dukhon ka
Bhoj sambhaly
Bohat halkan, be had pareshan
Read More […]
Sabi Kuch Ho Chuka Un Ka Hamara Kya Raha Hasrat
Na Dein Apna, Na Dil Apna, Na Jan Apni, Na Tan Apna
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle
Kis Liye Mohsin Kisi Be Muhar Ko Apna Kahon
Dil Ke Sheshy Ko Kisi Pathar Se Kyun Takraon Main
Dil ki manzil us taraf hai ghar ka rasta is taraf
Aik chehra us taraf hai aik chehra is tara