Doston Ko Bhi Milay Dard

Doston Ko Bhi Milay Dard Ki Dolat Ya Rab
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Doston Ko Bhi Milay Dard Ki Dolat Ya Rab
Mera Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahi
Main Apne Aap Ko Sulga Raha Hun Is Tawaqaa Per
Kabhi Tu Aag Bharke Gi Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Wo Tu Aesa Tha Ke Ik Aansu Girne Ki Bi Waja Pocha Karta Tha
Par Na Jane Kun Ab Usey Barsat Ki Pehchan Nahi Hoti
Ham Se Bewafai Ki Intha Kia Pochte Ho Mohsin
Wo Ham se Pyar Sekhta Raha Kisi Aur Ke Liye
Kon Kehta Hai Nafraton Main Dard Hai Mohsin
Kuch Mohabtain Bi Bari Azait Nak Hoti Hain
Sokhe Paton Ki Tarah Bikhre Hain Ham Tu
Kisi Ne Smeta Bi Tu Sirf Jilane Ke Liye
Submitted By: ali waqar