Goya Kabi Aashna Na They

Aye Tu Yun Ke Hamesha They Meharban
Bhole Tu Yun Ke Goya Kabi Aashna Na They
Submitted By: Zeeshan Khan
Aye Tu Yun Ke Hamesha They Meharban
Bhole Tu Yun Ke Goya Kabi Aashna Na They
Submitted By: Zeeshan Khan
Kon Rota Hai Yahan Raat Ke Sannaton Mein
Mere Jesa Hi Koi Ishq Ka Mara Ho Ga
Kam Mushkil Hai Mgar Jeet Hi Lon Ga Us Ko
Mere Mola Ka Wasi Jonhi Ishara Ho Ga
Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti
Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti
Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath
Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti
Mein Nay Masuoom Bahroow mein Tumhay Dakha Ha
Mein Nay PurNaam Sitaroow mein Tumhay Dakha ha
Mry MeHboob Teri Parda Nasheeni ki Qasam!
Mein Nay Ashkookow ki Qataaroow mein Tumhay Dakha ha
Submitted By: AmyRao
Muje Ab Kuch Sujai Nahi Deta
Wo Apne Tak Rsai Nahi Deta
Mai Takti Rhon Paglon Ki Tarah
Wo Zalam Khain Dikhai Nahi Deta
Kia Zoq Hai Kia Shoq Hai So Martba Dekhon
Phir Bi Ye Khon Jalwa Jana Nahi Dekha
Kia Pojte Ho Kon Hai Ye? Kis Ki Hai Shuhrat
Kia Tum Ne Kabi Dagh Ka Dewan Nahi Dekha
Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai
Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko
Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai.
Submitted By: Muhammad Basharat
Broz-e Hashar Mai Be Khof Gus Jayon Ga Jannat Main
Whan Se Aye Thay Adam Wo Mere Baap Ka Ghar Hai
———–
In Amal Ke Sath Jannat Ka Talabgar Hai Kya
Whan Se Nikale Gye Adam Tu Teri Aoqat He Kya
Note: Above poetry is sometimes wrongly attributed to Allama Iqbal. This is NOT Iqbal’s poetry.