Mohabat Ab Nahi Ho Gi

Sitare Jo Chmakte Hai Kisi Ki Chasm Heran Mai
Mulaqatain Jo Hoti Hai Jmal Abr-o Baran Mai
Ye Na Abad Waqton Mai Dil-e Nashad Mai Ho Gi
Mohabat Ab Nahi Ho Gi Ye Kuch Din Baad Mai Ho Gi
Guzar Jayen Gay Jab Ye Din Ye In Ki Yaad Mai Ho Gi

Related Posts

Leave a Reply

Leave a comment: