Cherr Dekho Meri Maiyat Pay

Cherr Dekho Meri Maiyat Pay Jo Aaye To Kaha
Tum Wafadaron Mein Ho Ya Mein Wafadaron Mein Hon
Read our large collection of Ameer Minai poetry. He is a well known Urdu poet of his era. His ghazal “Sarakti jaye hai rukh se naqaab aahista aahista” is very popular among poetry lovers. Read his ghazals, nazams & shayari on variety of topics here at SadPoetry.org
Cherr Dekho Meri Maiyat Pay Jo Aaye To Kaha
Tum Wafadaron Mein Ho Ya Mein Wafadaron Mein Hon
Kon Uthaye Ga Tumhari Yeh Jfaa Mere Baad
Yaad Aaye Gi Bohat Meri Wafa Mere Baad
Us Ki Hasrat Hai Jisay Dil Se Mita Bhi Nah Sakun
Dhondne Is Ko Chala Hon Jisay Pa Bhi Nah Sakun
Daal Ke Khaak Mere Khoon Pay Qaatil Naay Kaha
Kuch Yeh Mehndi Nahi Meri Ke Chhupa Bhi Nah Sakun
Read More […]
Us Ki Hasrat Hai Jisay Dil Se Mita Bhi Nah Sakoon
Dhondne Is Ko Chala Hon Jisay Pa Bhi Nah Sakoon
Gaahe Gaahe Ki Mulaqat Hi Achi Hai Ameer
Qadar Kho Deta Hai Har Roz Ka Aana Jana
Qareeb Hai Yaro Roz-E Mehshar Chupe Ga Kashton Ka Khon Kun Kar
Jo Chup Rahe Gi Zaban Khanjar Lahu Pukare Ga Aasteen Ka