The poem
Read it in Urdu script-
Kuch Log Tumhay Samjhayen Gay Wo Tum Ko Khaof Dilaye Gay
-
Jo Hay Wo Bhi Kho Sakta Hay Is Rah May Rehzan Hain Itnay
-
Kuch Aur Yahan Ho Sakta Hay Aray Kuch Aur To Aksar Hota Hay
-
Par Tum Jis Lamhay May Zinda Ho Ye Lamha Tum Say Zinda Hay
-
Ye Waqt Nahi Pher Ayega Tum Apni Karni Kar Guzro
-
Jo Ho Ga Daikha Jayega.
Submitted by Haider Ali Khan