Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye

Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye
Hayaat haadsay haseen bananay lag gaye
Miyan kisi ne di nagar basanay ki sada
Nikal ke dasht se so majnu anay lag gaye Continue reading “Qadam qadam pay lutf hum uthany lag gaye”
Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai

Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai
Dukh yeh hai logon ko bhi uljan nahi hai
So charaghoon ko jala rakha hai lekin
Ghar hai ke phir bhi sun-hwa roshan nahi hai Continue reading “Basti mein ab koi ghar roshan nahi hai”
Kuch Admi Hi Yar Banane Ke Liye Hote Hain

Kuch admi hi yaar banane ke liye hote hain
Baqi saaray ilaqa barhaane ke liye hotay hain
Hum aisay log kaisay reh satke hain dil mein tairay
Hum aisay dasht mein hi thikaane ke liye hotay hain
Janan gharon ko aag nahi hain lagaya karte
Dil aur jaan se yeh basanay ke liye hotay hain Continue reading “Kuch Admi Hi Yar Banane Ke Liye Hote Hain”
Tere Paas Jo Mujh Ko Aana Para Hai

Tere pass jo mujh ko aana para hai
Mujy raasty main zamana para hai
Ye Log, Baray Log Hain
Ye Log, Baray Log Hain Tahir
Jo Dhoop Main Ashgaar Banay Hain