Dil Ki Yaadain

Mere Dil Se Us Ki Yaadain Mita De Jiye
Main Chekhon Chalaon Ga Magar Intibah Na Kijiye
Mujh Pey Zulmon Sitam Ki Inteha Kijiye
Magar Khuda-ra Is Maslay Ka Hal Nikaal Di-jiye Continue reading “Dil Ki Yaadain”
Dil-e Nadaan
دلِ نادان مرتکبِ جرم ٹھرا
اسے قیدِ بامشقت سنائیے
Dil-e Nadaan Murtaqib-e Juram Thehra
Usay Qaid-e Ba Mushaqat Sunaaye
Dil Ne Maar Dala Hai
دل نے مار ڈالا ہے
دماغ کی سوچ کو
Dil Ne Maar Dala Hai
Dimagh Ki Soch Ko
Bus mout apni

Mere dast_e daman main ye jo chand khushiyan hain
Yebhi mujh ko parai si lagti hain
Dekhun agar in gamon ko
To ye bhi kisi ke diye lagte hain Continue reading “Bus mout apni”
Tum Ho

Gosha-e-Dil main tum ho
Osan-e-Fakar main tum ho
Mahwr-e-Guftgu main tum ho
Markze-e-Yaad main tum ho Continue reading “Tum Ho”
Chain Ki Nend
Ab Insan K Bus Main Nahi K Mera G Bahlaye
Ab To Koi Frishta He Aye K Mujhe Chain Ki Nend Sulaye
Samj Main Nahi Aata

Meri Samjh Main Nahi Aata
Ke Main Samajh Kun Nahi Pata
Wo Mera Jo Ik Khawab Tha
Ke Haqeeqat Main Nahi Aaata