The poem
Read it in Urdu script-
Mere dast_e daman main ye jo chand khushiyan hain Yebhi mujh ko parai si lagti hain
-
Dekhun agar in gamon ko To ye bhi kisi ke diye lagte hain
-
Sochun agar is falsfa zindagi ko Nabeel To bas mout apni, Baqi ye sanse bhi amanat si lagti hai.
Submitted by Nabeel Ahmad


