Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki

Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki Aahat Jaan Letay Hain
Tujhy Ae Zindagi Hum Daur Se Pehchan Letay Hain
Bohat Pehlay Se In Qadmon Ki Aahat Jaan Letay Hain
Tujhy Ae Zindagi Hum Daur Se Pehchan Letay Hain
Har roti aankh udaas nhi hoti
Zindagi har jeene wale k pas nhi hoti
Bey noor si lagti hai us se bichar kar zindagi
Zaid ab chirgh to jalty hain magar ujala nahi karty
Le De Key Apne Pass Faqt Aik Nazar Tu Hai
Kun Dekhen Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Ham
Mat Poch Ke Kis Tarah Se Chal Rahi Hai Zindagi
Us Dor Se Guzar Rahe Hain Jo Guzarta Hi Nahi
Ye Maktab Ka Parha Sab Hi Bhula Deti Hai
Zindagi Apne Sabaq Khud Hi Sakha Deti Hai
Aahista Chal Aey Zindagi Kai Qarz Chukana Baqi Hai
Kuch Dard Mitana Baqi Hai, Kuch Farz Nibahna Baqi Hai