Mujhe Dobte Bhi Dekh
Tu Ne Kaha Na Tha Ke Main Kashti Peh Bhoj Hun
Aankhon Ko Ab Na Dhaanp Mujhe Dobte Bhi Dekh
Tu Ne Kaha Na Tha Ke Main Kashti Peh Bhoj Hun
Aankhon Ko Ab Na Dhaanp Mujhe Dobte Bhi Dekh
Jati Hai Dhop Ujle Paro Ko Samet Ke
Zakhmo Ki Ab Gino Ga Mein Bistar Pe Lait Ke
Bad Qismati Ko Ye Bhi Gawara Na Ho Saka
Ham Jis Pe Mar Mitay Wo Hamara Na Ho Saka
Aalam Mein Ji Ski Dhoom Thi Us Shahkar Par
Demak Ne Jo Likhay Kabi Wo Tabsarey Bhi Par
Aaj Bhi Shayad Koi Phoolon Ka Tuhfa Bhej De
Titliyan Mandla Rahi Hai Kanch Ke Guldan Par