Roshan bhi karo ge kabhi
Roshan bhi karo ge kabhi tareki shab ko
Ya shama ki manind pighaltay hi rahoge
Roshan bhi karo ge kabhi tareki shab ko
Ya shama ki manind pighaltay hi rahoge
Tera Aastan Jo Na Mil Saka Teri Rah Guzar Ki Zameen Sahi
Hmain Sajda Karne Se Kam Hai Jo Wahan Nahi Tu Kahin Sahi
Khamoshi Se Musebat Aur Bhi Sangeen Hoti Hai
Tarap Aey Dil Tarpne Se Zara Taskeen Hoti Hai
Dhondo Ge Agar Mulkon Mulkon Milne Ken Ahi Nayab Hain Ham
Jo Yaad Na Aye Bhol Ke Phir Ae Ham Nafso Wo Khwab Hai Ham
Ab Bhi Ik Umar Pe Jeene Ka Na Andaz Aya
Zindagi Chor De Pecha Mera Main Baaz Aya