Mein khayaal hon kisi aur ka

Mein khayaal hon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai
Sar aaina mera aks hai pas-e aaina koi aur hai
Mein khayaal hon kisi aur ka mujhe sochta koi aur hai
Sar aaina mera aks hai pas-e aaina koi aur hai
Kahani Likhte Hyoe Dastaan Sunaate Hoye
Wo So Gaya Hai Mujhe Khawab Se Jagatay Hoye
Ehl-e Khurd Ko Aaj Bhi Apne Yaqeen Ke Liye
Jis Ki Misaal Hi Nahi Us Ki Misaal Chahiye
Mein Kisi Ke Dast Talab Mein Hon, To Kisi Ke Harf Dua Mein Hon
Mein Naseeb Hon Kisi Aur Ka Mujhe Mangta Koi Aur Hai
Aaina Khud Bhi Sanwerta Tha Hamari Khatir
Hum Tere Wastay Tayyar Hoya Karte Thay
Kurbateen Hotay Hue Bhi Faaslon Mein Qaid Hain
Kitni Azadi Se Hum Apni Hado Mein Qaid Hain
Dunya Achi Bhi Nahi Lagti Ham Aeson Ko Saleem
Aur Dunya Se Kinara Bhi Nahi Ho Sakta