Sab Ke Tu Girayban See Daale

Sab Ka Tu Madawa Kar Dala Apna Hi Madawa Na Kar Sake
Sab Ke Tu Girayban See Daale Apna Hi Girayban Bhol Gaye
Read Asrar ul Haq Majaz (Majaz Lakhnawi) Poetry and ghazlas. Read, submit and share our great collection of shayari. We regularly update our poetry collection.
Asrar ul Haq Majaz is a popular poet commonly known for his work on romantic and revolutionary poetry. “Aahang” and “Saaz-e-Nau” are his popular poetry collections. He also wrote the famous poem “Aawara”
Sab Ka Tu Madawa Kar Dala Apna Hi Madawa Na Kar Sake
Sab Ke Tu Girayban See Daale Apna Hi Girayban Bhol Gaye
Ye Mere Ishq Ki Majborian Maaz Allah
Tumhara Raaz Tumhi Se Chupa Raha Hun Mein
Husn Ko Be Hijab Hona Tha
Shoq Ko Kamyab Hona Tha
Hijar Mein Kaif-E Iztarab Na Poch
Khoon-e Dil Bhi Sharab Hona Tha
Read More […]
Ye Aana Koi Aana Hai Ke Bas Rasman Chale Aaye
Ye Milna Khak Milna Hai Ke Dil Se Dil Nahi Milta
Ham Arz-E Wafa Bhi Kar Na Sake Kuch Keh Na Sake Kuch Sun Na Sake
Ya Ham Ne Zuban Hi Kholi Thi Wan Aankh Jhuki Sharma Gaye
Ya Tu Kisi Ko Jurat-E Deedar Hi Na Ho
Ya Phir Meri Nigah Se Dekha Kare Koi