Guzray Saal Ne

Guzray Saal Ne
Bohat Kuch Diya
Bohat Kuch Cheen Liya
Magar Teri Umeed
Baqi Thi
Baqi Hai
Guzray Saal Ne
Bohat Kuch Diya
Bohat Kuch Cheen Liya
Magar Teri Umeed
Baqi Thi
Baqi Hai
Jis Duniya Se Tum Darti Thi, Ussay Batlaye Betha Hon
Jo Bhi Tha Qissa Mohabbat, Sab Sunaye Betha Hon
Pakdae Haath Mein Jaam, Gum Hon Apni Hasti Mein
Aur Inhain Le Kar Naam Kkhuda, Kkhuda Se Dry Betha Hon
Pooch Rahay Hain, Yeh Kya Kaisay, Yeh Sun-hwa Kaisay
Khail Kar Unki Kam Aqli Se Jadu Dikhaye Betha Hon
Ruut Jagay To Farz Hain, Unn Par Jinhen Ishhq Ho
Kamaal Yeh Ke Teri Bhi Neendain Uraye Betha Hon
Mera Rabt Tha Khush Haloon Se, Aur Zabt Ki Thi Baat Kya
Ab Yeh Haal Hai Ke Majnu Sa Khabt Apnya Betha Hon
Mera Dess Aik Aesi Basti Hai
Jahan Mazhab Ke Naam Pe Sar Kat’te Hain
Jahan Mazhab Ki Khatir
Naam Ke Muslam Lar Marte Hain
Jahan Mulla, Mufti, Qati, Sab Hi
Deen Ke Thekedaar Bohat Hain
Isi Liye
Yahan Firqay Be Shumaar Bohat Hain
Tumhara Dabdaba Logo Yahan Sirf Zindagi Tak Hai
Kisi Ki Qabar Ke Andar Zameendari Nahi Chalti
Ye Bhi Mumkin Nahi Ke Us Ne Dhonda Nahi Ho Ga Mujhy
Baat Ye Bhi Sach Thi Ke Wo Cheezain Rakh Kr Bhol Jati Thi
Utaar Ke Libaada Safeedi Ka Main Bhi
Apni Burayan Ayaan Karna Chahta Hun