Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz

Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz
Mera khayal jisy umar bhar nahi aya
Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz
Mera khayal jisy umar bhar nahi aya
Agar lahu hai badan main to khof hai na haras
Agar lahu hai badan main to dil hai be waswas
Jisey mila ye mtan-giran baha is ko
Na seem-o-zer se muhabat hai na gham-e-iflas
Tere qareeb bi reh kar tuje talash karon
Muhabtoon main meri bad hawasian na gayen
Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,
Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi