The poem
Read it in Urdu script-
Nazr Fareb-e Qaza Kha Gai Tu Kia Ho Gya Hayat Mot Se Takra Gai Tu Kia Ho Gya
-
Nai Sehr Ke Bahut Log Muntazir Hain Magar Nai Sehr Bi Kujla Gai Tu Kia Ho Gya
-
Gham-e Hayat Se Beshak Hai Khudkushi Asan Mgar Jo Mot Bi Sharma Gai Tu Kya Ho Gya
-
Shbab Lala-o Gul Ko Pukarne Walo Khazan Sarisht-e Bhar Aa Gai Tu Kya Ho Gya
-
Khushi Chini Hai Tu Gham Ka Bi Atemad Na Kar Jo Ruh Gham Se Bi Ukta Gai Tu Kya Ho Gya


