2205 poems
Dushmano Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain Dekhna Hai Khenchta Hai Muj Pe Pehla Teer Kon
Muje Se Kehti Hai Tere Sath Rahon Gi Faraz Bohat Pyar Karti Hai Muj Se Udasi Meri
Khwab Hote Hain Dekhne Ke Liye In Mein Ja Ka Magar Raha Na Karo
Meri Be-basi,meri Iltija Meri Zabt e ah Pey Nazar To Kar… Mujhe Muskra Ky Na Tal Day Meri Zindagi Ka Sawal Hai…
Waqt Hai Jhonka Hwa Ka, Aur Ham Hain Faqt Pele Pate Kon Jane Agle December, Tum Kahan Aur Ham Kahan
Kuch Khushiyan Kuch Aanso De Kar Tal Gaya Jewan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya
Udasi, Sham, Tanhai, Kasak Aur Yaadon K Be chaini Muje Sab Sonp Kar Soraj Utar Jata Hai Pani Mai
Muje Ghuroor Rehta Hai Teri Aashnai Ka Magar Sath Gham Bhi Hai Teri Judai KaBher Mein Akele Pan Ka Ihsas Hota Hai Tere Bin Yeh Haal Hai Meri Tanhai Ka
Tum Mere Pass Hote Ho Goya Jab Koi Dusra Nahi Hota
Kehte Tu Ho Yun Kehte Yun Kehte Jo Vo Ata Ye Kehne Ki Baatain Hain Kuch Bhi Na Kaha Jata
Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se Dor Ho Kar Tuje Talash KiaMein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke Apne Andar Tuje Talash Kia
Ham Tu Hanste Hain Dosron Ko Hansane Ki Khatar Mohsin Warna Dil Pe Zakhm Itne Hain Ke Roya Bi Nahi Jata
Bohat Mein Ne Suni Aap Ki Taqreer Molana Magar Badli Nahi Ab Tak Meeri Taqdeer MolanaKhuda-Ra Shukar Ki Talqeen Apne Pass Hi Rakhen Ye Lagti Hai Mere Sene Pey Ban Ke Teer Molana
Soo Bar Kaha Mein Ne Inkaar Hai Ulfat Se Har Bar Sada Ayi, Tu Dil Se Nahi Kehta
Ishq Teri Inteha Ishq Meri Inteha Tu Bhi Abi Na Timan Mein Bhi Abi Na Timam
Aik Se Aik Junon Ka Mara Is Basti Mein Rehta Hai Aik Hamen Hushyar They Yaaro Aik Hamen Badnaam Hoye
Phir Un Ki Gali Main Jaye Ga, Phir Sahu Ka Sajda Kar Le Ga Is Dil Par Barosa Kon Kare Har Roz Muslman Hota Hai
Warq Warq Pe Teri Ibarat, Tera Fisana, Teri Hkayat Kitab-e Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabat Ka Baab Nikla
Shaam-e Firaq Ab Na Poch Ayi Aur Aa Ke Tal Gai Dil Tha Ke Phir Behal Gya Jan Thi Ke Phir Sambhal Gai
Ae Khuda Un Se Mila Dey Eid Par Ab Mera Tu Gham Mita Dey Eid ParHasraton Ke Ab Tu Mele Hain Lage Chorian Hi Wo Dila Dey Eid Par
Showing 1668 of 2193