The poem
Read it in Urdu script-
Ae Khuda Un Se Mila Dey Eid Par Ab Mera Tu Gham Mita Dey Eid Par
-
Hasraton Ke Ab Tu Mele Hain Lage Chorian Hi Wo Dila Dey Eid Par
-
Hijar Bhi Mein Kat Lon Gi Par Magar Ab Mera Na Dil Jila Dey Eid Par
-
Ik Mudat Se Pyasa Dil Mera Ik Sawan Ki Ghata Dey Eid Par
-
Dyar-e Ghair Mein Uthay Mehak Koi Aesi Bhi Sada Dey Eid Par
-
Arooj Hai Andheron Ka Har Rah Mein Qurbaton Ka Ik Diya De Eid Par
Submitted by Saima Urooj


