2205 poems
Shab Jo Masjid Mein Ja Phanse Momin Raat Kati Khuda Khuda Kar Ke
Ye Dil Ye Pagal Dil Mera Kun Bhuj Gya Awargi Is Dasht Mein Ik Shehr Tha Wo Kya Hoya AwargiKal Shab Muje Be Shakal Ki Awaz Ne Chonka Dya Mein Na Kaha Tu Kon Hai Us Ne Kaha Awargi
Milne Ka Wa’ada Un Ke Tu Munh Se Nikal Gya Pochi Jga Ju Mai Ne Kha Hans Ke Khwab Main
Bta Zara Konsi Bahar Le Ke Aya Hai January Tum Tu Kehte Thay K Bohat Veeran Hai December
Pata Pata Bota Bota Haal Hamara Jane Hai Jane Na Jane Dil Hi Na Jane Bagh Tu Sara Jane Hai
Ye Kafi Hai Keh Ham Dushman Nahi Hain Wafadari Ka Dawa Kyun Krein Ham
Jene Ka Haq Saamraj Ne Chen Liya Utho Marne Ka Haq Istemal Karo Zilat Ke Jene Se Marna Behtar Hai Mit Jao Ya Qasr-E Satam Pamal Karo
Hoti Nahi Qabol Dua Tark-e Ishq Ki Dil Chahta Na Ho Tu Zuban Mein Asar Kahan
Tu Qadir Aur Aadil Hai Par Tere Jahan Mein Hai Talkh Bohat Banda-E Mazdoor Ke Auqat
Gar Dua Bhi Koi Cheez Hai Tu Dua Ke Hawale Kya Ja Tuje Aaj Se Ham Ne Apne Khuda Ke Hawale KyaAik Mudat Hoyi Ham Ne Dunya Ki Har Zid Chor Di Aik Mudat Hoyi Ham Ne Dil Ko Wafa Ke Hawale Kya
Na Jane Kis Liye Umeedwar Betha Hun Ik Aesi Rah Pe Jo Teri Rah Guzar Bhi Nahi
Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe
Ye Uri Uri Se Rangat Ye Khilay Khilay Se Ghaisu Teri Subah Keh Rahi Hai Teri Raat Ka Fasana
Ab K Yun Dil Ko Saza Di Ham Ne Us Ki Har Baat Bhula Di Ham NeAik Aik Phol Bahut Yaad Aya Shakh-e Gul Jab Jila Di Ham Ne
Dil Hi Tu Hai Na Aaye Kyun, Dam Hi Tu Hai Na Jaye Kyun Ham Ko Khuda Jo Sabar De Tuj Se Haseen Bnaye Kyun
Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Kar Bi Wasi Dil Tot Tu Jata Hai Rehta Phir Bi Sene Mai Hai
Yun Taslli De Rahe Hain Hum Dille Bemar Ko Jis Tarah Thamay Koi Girti Hoyi Dewar Ko
Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain
Ye Subah Ki Safeedian Ye Dupehar Ki Zardian Ab Aayne Mein Dekhta Hun Mein Kahan Chala Gaya
Khayalon Mein Bhtak Jana, Teri Yaadon Mein Kho Jana Bohat Hi Mehnga Para Ham Ko, Sitam Gar Tera Ho Jana
Showing 1648 of 2193