2205 poems
Kis Kis Ki Zuban Rokne Jaon Teri Khatir Kis Kis Ki Tabahi Mein Tera Hath Nahi
Wafa Krein Gey Nibahen Gey Baat Maane Gey Tumhain Bhi Yaad Hai Kuch Ye Kalam Kis Ka Tha
Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aya Baat Nikli Tu Har Ik Baat Pe Rona Aya
Ham Se Pehle Bhi Musafir Kyi Guzre Hon Gey Kam Se Kam Rah Ke Pathar Tu Hatate Jate
Tum Pocho Aur Mein Na Bataon Aese Tu Halat Nahi Aik Zara Sa Dil Tota Hai Aur Tu Koi Baat Nahi
Zulm Sehna Bhi Tu Zaalim Ki Hmayat Thehra Khamshi Bhi Tu Hoyi Pusht Pnahi Ki Tarah
Chand Ke Sath Kye Dard Purane Nikle Kitne Gham They Jo Teray Gham Ke Bahane Nikle
Kuch Nahi Chahye Tuj Se Ae Umar-E Rawan Mera Bachpan Mere Jugnu Meri Ghuriya La De
Thake Logo Ko Majbori Mein Chalet Dekh Leta Hun Main Bus Ki Kharkion Se Ye Tamashe Dekh Leta Hun
Yaad Hai Ab Tak Tuj Se Bicharne Ki Wo Andheri Sham Muje Tu Khamosh Khara Tha Lekin Batain Karta Tha Kajul
Afsos Tu Hai Tere Badal Jane Ka Mgar Teri Kuch Baaton Ne Muje Jeena Sikha Dya
Thi Wasal Mein Bhi Fikar Judai Tmam Shab Wo Aye Bhi Tu Neend Na Ayi Tmam Shab
Mumkin Nahi Muj Se Ye Tarz-e Munafaqt Dunya Tere Mazaj Ka Banda Nahi Hoon Main
Iqrar Mein Kahan Hai Inkar Ki Se Sorat Hota Hai Shoq Ghalib Us Kin Ahi Nahi Par
Aaina Dekh Zara Kya Mein Ghalat Kehta Hun Tu Ne Khud Se Bi Koi Baat Chupa Rakhi Hai
Jo Dekhta Hon Wohi Bolne Ka Aadi Hun Mein Apne Shehr Ka Sab Se Bara Fisadi Hun
Baat Karni Mushkil Kabi Aesi Tu Na Thi Jesi Ab Hai Teri Mehfil Kabi Aesi Tu Na ThiLe Gya Cheen K Kon Aaj Tera Sabr o Qrar Be Qarai Tuje Ae Dil Kabi Aesi Tu Na Thi
Lakh Kehte Rahen Zulmat Ko Zulmat Na Likhna Ham Ne Sekha Nahi Payare Be-Ijazat Likhna
Apne Man Mein Dob Kar Pa Ja Suragh-E Zindagi Tu Agar Mera Nahi Banta Na Ban Apna Tu Ban
Ye Tere Khat Teri Khushbu Ye Tere Khawab o Khayal Mtay-e Jaan Hai Tere Qol-o Qasam Ki Tarah Guzishta Sal Inhain Mai Ne Gin Ke Rakha Tha Kisi Ghareb Ki Jori Hoi Raqam Ki Tarah
Showing 1688 of 2193