2205 poems
Aashiqui Mein Bohat Zrori Hai Bewafi Kabhi Kabhi Karna
Bohat Tha Khof Jis Ka Phir Wohi Qissa Nikal Aya Mere Dukh Se Kisi Awaz Ka Rishta Nikal Aya
Aaj Bhi Shayad Koi Phoolon Ka Tuhfa Bhej De Titliyan Mandla Rahi Hai Kanch Ke Guldan Par
Log Pathar Ke Buton Ko Poj Kar Bi Masoom Rahe Faraz Ham Ne Ik Insan Ko Chaha Aur Gunehgar Ho Gaye
Ghabra Ke Aasman Ke Tarf Dekhti Thi Khalaq Jese Khuda Zameen Peh Mojood Hi Na Tha
Apne Liye Tajweez Ki Shamsheer Barhana Aur Us Ke Liye Shaakh Se Ik Phool Utara
Aare Aya Na Koi Mushkil Mein Mashwarey De Ke Hat Gaye Ahbab
Hazaar Tarah Ke Thy Ranj Pichly Mosam Mein Par Itna Tha Ke Koi Sath Rone Wala Tha
Aankh Kambkhat Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka Aik Qatrey Ne Daboya Muje Darya Ho Kar
Aasman Aur Zameen Ka Tafawat Har Chaand Ae Sanam Dor Hi Se Chand Ka Sa Mukhra Dikhla
Is Shehr Mai Kitne Chehray Thay Kuch Yaad Nahi Sab Bhol Gaye Ik Shakhs Kitabon Jesa Tha Wo Shakhs Zubani Yaad Hoa
Dhondo Ge Agar Mulkon Mulkon Milne Ken Ahi Nayab Hain Ham Jo Yaad Na Aye Bhol Ke Phir Ae Ham Nafso Wo Khwab Hai Ham
Abhi Hairat Zayada Aur Ujala Kam Rahey Ga Ghazal Mein Ab Ke Bhi Tera Hawala Kam Rahey Ga
Us Ki Khwahish Hai Ke Ab Log Na Royen Na Hansen Be-Hasi Waqt Ki Awaz Bana Di Jaye
Tabdeli Jab Bi Aati Hai Mosam Ki Adaon Mein Kasi Ka Yun Badal Jana Bohat Hi Yaad Aata Hai
Bari Aarzoo Thi Ham Ko Naye Khawab Dekhne Ki So Ab Apni Zindagi Mein Naye Khawab Bhar Rahy Hain
Chor Is Baat Ko Aey Dost Ke Tujh Se Pehle Ham Ne Kis Kis Ko Khayalon Mein Basaye Rakha
Apni Marzi Se Kahan Apny Safar Ke Ham Hain Rukh Hawaon Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Ham Hain
Har Chehrey Mein Aata Hai Nazar Aik Hi Chehra Lagta Hai Koi Meri Nazar Bandhy Hoye Hai
Gham Ke Sehra Se Jab Guzar Aaya Sher Kehne Ka Phir Hunar Aaya
Showing 1328 of 2193