2205 poems
Hazaar Khauf Ho Lekin Zuban Ho Dil Ki Rafeeq Yahi Raha Hai Azal Se Qalandron Ka TareeqHajhoom Kyun Hai Ziyada Sharaab Khanaay Mein Faqat Yeh Baat Ke Peer Maghaan Hai Mard Khaleeq
Us Phol Ko Tor Lany Ki Hai Khawhish Jis Ko Aik Din Main Ne Choya Bohat
Gulshan Pe Wehshat Si Taari Hai Aaj Koi Panchi Mar Gaya Ho Jese
Mohabbat Na Sahi Dushmani Nibah Ke Dekhty Hain Aap Ka Ye Rang Bhi Aazma Ke Dekhty Hain
Wo Jin Ki Aankhon Mein Dekhne Ko Sab Hi Kuch Ho Un Ke Chehray Ko Dekhny Ki Talab Kun Karon Main
Ham Tu Samjhe Thay Ke Ham Bhol Gaye Hain Un Ko Kya Hoya Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya
Mujh Ko Teri Dua Chahiye Tairay Anchal Ki Thandhi Sun-hwa ChahiyeLori Ga Ga Ke Mujh Ko Sulati Hai To Muskura Kar Saweray Jagati To
Yaad Aayi Woh Pehli Barish Jab Tujhe Aik Nazar Dekha Tha
Mohabat Main Kahin Kam Ho Gaya Hain Mera Tujh Par Yaqeen Kam Ho Gaya Hai
Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop Tak Jaga Nah Saki Kahan Ki Neend Utar Aayi Hai In Aankhon Mein
Aik Hi Nadi Ke Hain Yeh Do Kinare Dostoo Dostana Zindagi Se Mout Se Yaari Rakho
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila Hum Ne To Jab Kalyan Mangani Kantoon Ka Haar Mila
Aaj Bhi Woh Taqaddus Bhari Raat Mehki Hui Hai Wasii Mein Kisi Mein, Koi Mujh Mein Dhalta Raha, Chaand Jalta Raha
Wasif Muje Azal Se Mili Manzal-e Abad Har Dor Par Muheet Hon Jis Zaviye Main Hoon
Tere Ghussay Bharay Lehjay Ko Bhi Tarasti Hun Apni Pari Ko Kuch Tu Sunao Baba
Wo Sath Tha Hamare, Ya Ham Pass They Us Key Wo Zindagi Ke Kuch Din, Ya Zindagi Thi Kuch Din
Gar Jismon Ki Bhook Mitaane Ka Naam Hi Mohabat Hai Tu Phir Is Tarz-e Mohabbat Se Main Be-zaar Sahi
Koi Tu Hai Munir Jisay Fikar Hai Meri Ye Jaan Kar Ajeeb Se Hairat Hui Muje
Bulleh Shah Zehr Vaikh Ke Pita Te Ki Pita Ishq Soch Ke Kita Te Ki KitaDil De Ke Dil Lain Di Aas Rakhi We Bullehia Pyar Iho Jiya Kita Te Ki Kita
Mana Ke Raat Bohat Ho Chuki Sone Ka Waqt Hai Par Kya Karon, Qalam Se Utarne Ke Khayalat Baqi Hain
Showing 648 of 2193