The ghazal
Read it in Urdu script-
Ye Bhi Fakhar Hai Ke Kisi Ne Wafa Ki Ban Gaya Mera Mere Zakhmon Ki Dawa Ki
-
Bhula Hi Diye Mujhy Us Ne Dukh Sabhi Ban Ke Mila Hai Mujh Ko Naimat Khuda Ki
-
Main Ne Bhi Manga Usay Khuda Se Us Ne Bhi Mere Liye Dua Ki
-
Gulab Bhi Khob Hai Lekin Mujhy Hai Pasand Mehak Us Ke Hathon Ki Hina Ki
-
Ban Gaya Wo Mera Dil Se Aamir Mohabbat Ki Har Ik Rasam Us Ne Ada Ki
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


