The poem
Read it in Urdu script-
Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon Hai Kon Si Kami Jo Mujh Ko Saata Rahi Hai
-
Hai Kon Sa Woh Gham Jo Jee Ko Jala Raha Hai Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon
-
Toota Hai Dil Yeh Mera Num Hain Meri Nigehain Hai Kon Sa Woh Dukh Jo Dil Ko Dikha Raha Hai
-
Mein Na To Bta Ra Hon Na Hi Chhupa Raha Hon Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon
-
Dooba Sun-hwa Hon Kyun Mein Azal Se Andheron Mein Maa Hai Kon Sa Yeh Shikwah Jo Lab Se Bta Ra Hon
-
Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon Rehta Hon Gham Ke Ghar Mein Kis Ki Inayateen Hain
-
Hai Kis Ki Zeh Nawazi Dhoka Jo Yeh Kha Ra Hon Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon
-
Kis Ney Diya Hai Mujh Ko Ruswaiyon Ka Khazana Yeh Kis Ke Zulm Vstm Ko Mein Nibha Raha Hon
-
Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon Maa Tera Gham Liye Dil Mein Jiye Ja Raha Hon
-
Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon
Submitted by iqbal designs


