2205 poems
Guzray Saal Ne Bohat Kuch DiyaBohat Kuch Cheen Liya Magar Teri Umeed
Kisi Ko Naye Saal-e No Ki Kya Mubarak Baad Di Jaye Calendar Ke Badalne Se Muqadar Kab Badalta Hai
Jis Duniya Se Tum Darti Thi, Ussay Batlaye Betha Hon Jo Bhi Tha Qissa Mohabbat, Sab Sunaye Betha HonPakdae Haath Mein Jaam, Gum Hon Apni Hasti Mein Aur Inhain Le Kar Naam Kkhuda, Kkhuda Se Dry Betha Hon
Ghar Laut Ke Roenge Maan Baap Akele Mein Mitti Ke Khilone Bhi Saste Na The Mele Mein
Kisi Ne Chehry Pe Naqab Rakha Hai Parday Main Chupa Ke Mahtaab Rakha hai
Gham E Pehchan Bhi Kisi Had Tak Honi Chahye Khushi Ki Pehchan Bhi Tu Yahan Honi Chahye
Aahista Chal Aey Zindagi Kai Qarz Chukana Baqi Hai Kuch Dard Mitana Baqi Hai, Kuch Farz Nibahna Baqi Hai
Apni Marzi Se Bhi Ham Ne Kaam Kar Daale Hain Kuch Lafz Ko Larwa Diya Hai Beshtar Ma’ane Ke Sath
Jo Khurd Saay Hote Tu Aap Bhi Sard Paton Ke Shoar Main Dard e Khazaan Suntay
Tum A Gaye, Tu Kuch Chandni Se Batain Hun Zameen Pec Hand Kahan Roz Roz Utarta Hai
Yun Tu Sara Chaman Hamara Hai Phol Jitney Bhi Hain Paraye Hain
Har Raat Karte Hain Sitaray, Mujh Se Baat Nai Hoti Hai Behas Unn Se, Har Raat NaiAankhh Se Girtay Hain Har Rang Ke Moti Har Baar Karta Hon Khairaat Nai
Tu Kuch Bhi Ho Kab Tak Tujhe Ham Yaad Krein Gey Ta Hashar Tu Ye Dil Bhi Darkhta Na Rahy Ga
Ab Apni Haqeqat Bhi Saghar Be Rabat Kahani Lagti Hain Dunya Ki Haqeeqat Kya Kehye Kuch Yaad Nahi Kuch Bhol Gaye
Dunya Ne Fasano Ko Bakshi Afsurda Haqaeq Ki Talkhi Aur Ham Ne Haqeq Ke Naqshy Mein Rang Bhara Afsano Ka
Meri Zindagi Tu Guzri Tere Hijar Ke Sahare Meri Moot Ko Bhi Payare Koi Chahye Bahana
Chand Bacho Ko Pala Tha Mamta Ne Jatan Se Mamta Ka Sila Phir Bhi Na Zaeefi Main PayiHar Cheez To Taqseem Hoyi Baap Ke Martay Ik Maan Thi Jo Hisay Main Kisi Ke Na Aayi
Jis Baat Ka Tum Ko Dar Hai Wallah Main Us Ka Muntazir Hu
Taaqat Se Sar Qalam Kiye Jate Hain 'Saahil' Dil Toh Mohabbat Ko Sajda Karte Hain
Tum Ny Wafa Na Ki To Zindgi Ny B Wafa Na Ki Shayad Meri Zindgi Teri Wafaon Sy Jurri Thi
Showing 608 of 2193